Hindu dharam me kaye aisi paramparaye or prathaye hai jo sadiyo se chali aa rahi hai. Hum yah to nahi jante ki inka nirman kisne or kab kiya tha parantu yah jarur jante hai hai ki inmein se kuch prataye aisi bhi hai jo nishchit ho purv jamane me purv kal me nahi hoti hongi. […]
Shahi paneer, kadai paneer aur paneer butter masala ke recipe me kya antar hai?
Paneer ek aisa khadya padaarth hai jo lagbhag sabhi ko pasand hota hai. Paneer ki kayi tarah ki sabjiyaan banti hai aur ise kayi tarah ke bhojan me bhi istemaal kiya jata hai jaise paneer ke pakoda, paneer momos, paneer manchuriyan, paneer kofta, paneer kulcha, aadi. Dekha jaye to paneer shakahari logo ka sabse pasandida […]
Elaichi ke 18 aashcharyajanak fayde aapke swaasth par
Elaichi lagbhag har ghar me paayi jaati hai. kaarn hai iski khushboo aur iski swaad badhane wali properties. Elaichi ki mehek mann ko nahi, khaane ko bhi meheka deti hai. Elaichi me kayi saare tattva bhi paaye jaate hai jaise potasium, calcium, sulphur aur magnesium. Elaichi anti-oxidant ka bhi kaam karti hai. Elaichi do […]
Palak ke fayde kaye hain chahe palak ka ras pijiye sabji khaiye ya palak ka paratha
Palak ke kaye fayde hain ise kisi bhi roop me sevan kare chahe palak ka ras pijiye ya palak ka paratha. Sab jante hai palak me heamoglobin badane wale tatva maujood hai Ismein calcium magnesium iron tatha vitamin a,b,c bhi bharpur matra mein hai. Jodo ki bimari jaise arthrities hone ki sambhavana ye kam karta […]
Vishva ke panch sabse sundar gurudware
Gurudwara jiska shabdik arth hota hai guru ka dwar. Ye sabhi bhakto ke liye humesha hi khula rehta hai.Chahe din ho yaa raat ho kaisa bhi mausam ho gurudware ke dwar humesha sabke liye khule rehte hai. Yaha par sikho ke 11 ve guru shri guru granth sahib ji ka nivas rehta hai jise bahut […]
Laung khaane ke fayde aur nuksaan
Laung ped ke fool ko kaha jata hai. Yah aakar mein bahut chote hote hai aur inka istemaal inko sukhaane ke baad kiya jata hai. Iski paidavaar poore desh me kiya jati hai, aur iske kaliyaan saal bhar aati rehti hai. Laung ki kaliyan pehle peeli hoti hai, dheere dheere gulabi rang me badalti hai […]