Periods ke un kathin dino me dard ko sehna aasan nai hota. Is dard ke karan hum humari rojmarra ki jindagi ka ko prabhavit nahi kar sakte. Chidchidahat or dard ke karan yeh din daravane sapno me badal jaate hai. Dardnivarak goliya bhi ek vikalp hai par iske side effects ke karan inhe lena sahi […]
Madhumeh Type 2 Hone Par Swayam Ki Dekhbhaal Kaise Karein
Madhumeh ka kaaran badalta lifestyle, khan-paan me aneeyamitta, shaareerik shram ki kami, motapa, tanaav ityaadi ho sakta hai. Lagbhag 90 prateeshat logo me type-2 madhumeh paaya jaata hai. Type-2 madhumeh hone par blood sugar ka star zyaada badh jaata hai aur insulin bhi isme sahi se kaam nahi kar paata. Aise me madhumeh type-2 rog […]
Mushroom (khumbi) khaane ke fayde
Mushroom ek sabji hai. Ise kai log pasand karte hai. Yah thand ke mausam me aasani se mil jata hai. Mushroom ki kheti bhi ki jati hai jisse ye ab har mausam me uplabdh hota hai. Ise kayi tarah se banaya jata hai. Isme kayi saare poshak tattva paaye jate hai. Isme iron ki maatra […]
Manjistha ke kayi fayde, kayi rogo ki dawa
Manjistha ek bel hai jo zyadatar parvatiya ilakon me paayi jati hai. iske patte khurdure aur dil ke aakar ke hote hai. iske fool bohot hi chote hote hai, aur halke hare rang ke hote hai. iske fal gol aur pakne ke baad gehre baigani rang ke ho jate hai. Manjistha me kayi saari ayurvedic […]
Isha yoga ka 3 din ka course kar dega apka pura jivan parivartit
Yogabhyas karne se to jivan me parivartan hota hi hai. Isse na sirf apka man shant rehta hai, balki tan ko bhi bahut kuchh sahayata milti jati hai . Tan shant rehne se jyada jaruri hai man ka shant hona . Jab tak bhitari shanti nahin milegi tab tak hum apni urjo ko sahi prakae […]
Alsi Yaani Guno Ki Khaan, Jaaniye Iske Faayde Aur Nuksaan
Alsi bahut puraane zamane se rasoi ka ek aham hissa rahi hai. Kya hai is alsi ke faayde aur nuksaan. Tafseel se bata rahi hain ‘Chaaru Dev’. Alsi Aadikaal se alsi maanav aahar ka mahatvapoorna hissa rahi hai. Itihaas par nazar daalein to alsi ke beejo ka istemaal Misr ke log iske reshe se Mummy […]