Bharat me lagbhag har tyohar me haathon va pairon me mehendi lagane ka prachalan raha hai. Shaadi ho ya Raksha bandhan, mehendi ka gehra rang haathon ki sundarta ke saath saath tyohar ke maahual ko bhi mahka deta hai. Yah zyadatar dakshin asia ke rajyo me paayi jati hai. Mehendi ke paundhe kareeb 3-4 foot […]
Nariyal Tel Ke 10 Fayde
Yeh tel kai tarah k swasthya laabh pradaan karne ke liye siddh ho chuka hai, jaise ki sujan kam karna, baalon ke nuksaan ki raksha karna aur shareer ke lagbhag sabhi prakriyaaon ka samarthan karna. Nariyal mukhya roop se madhyam shrinkhala wale fatty acid hote hain bajaye lambe chain fatty acid ke joki jyada log […]
Karan ko sabse bada daanveer kyun mana jata hai?
Karn mahabharat ka ek aham patra tha. Unki prashansha yugo yugo se ki jati hai. Vah kushal hone ke sath sath ek bahut acha yodha bhi tha. Karn maa vastavik mein kunti va pita surya the. Kunti ke vivah se pehle karn ka janma ho gaya tha, isliye lok lajja ke karn unhone use nadi […]
Oily skin ke liye face pack
Oily skin ke liye face pack Har insaan ki skin alag hoti hai aur unki problems bhi. Kuch logo ki skin dry hoti hai, to kuch logo ki oily. Pareshaniyo ka samna to har kisi ko karna padta hai. lekin oily skin wale logo ki pareshaniya ek level zyada hi hoti hai. In pareshaniyo se […]
Baal jhadne ke kaaran
Aajkal ke daur me baal jhadna ek aam baat ho gayi hai. Log apni life me itne busy hai ki ve khud par dhyan hi nahi de paate. Kaam ki tension, aaram na milna, thik se khana na khana, time par na soone aadi baal jhadne ke kaaran bann sakte hai. In kaarano me se […]
Brahmi ek chamatkari aushadhi hai : umra aur buddhi me badhautari, aur bhi kayi fayde
Brahmi ek ayurvedic aushadi hai. yah poore bhaarat me paayi jati hai. Yah zyadatar paani ke kinare paayi jaane wali booti hai. Iski bel bahut naram hote hai, aur ye geeli zameen par faltiehai. Iske patte hare aur phool neele hote hai, tatha iska swaad bahut kadva hota hai. Brahmi kayi saare rogo ka nivaran […]