A good night’s sleep is very important. As we age, the need to use external methods to wake up refreshed is a challenge. With the advent of various night creams, it is now easier to keep a check on oily and combination skin. These creams restore the cells and hydrate the skin. The range of […]
Garmi mein safed ya anya halke rang k vastron ko pehne ki salah kyu di jaati hai?
Yeh baat sach hai ki safed vastra anya gehre rango k vastron ki tulna mein kam garm hote hain kyuki gehre rang garmi ko awshoshit karte hain.Garmiyon mein safed ya halke rango k kapde anukool hote hain. Ye garmi ko prativimbit karte hain tatha shareer ko shant avam thanda rakhte hain.Jabki kaale ya anya gehre […]
Soyabean shakahari logon k liye protein ka uttam srot
Pratiraksha pranali ko majboot rakhne aur thakaan ko rokne k liye tatha maanshpeshiyon avam haddiyon k dravyaman ko banaye rakhne k liye protein mahatvapoorn hota hai. Shakahari log aksar sochte hain ki unhe paryapt protein nahi mil paata apne bhojan se. Jin khadya padarthon ka sevan wo karte hain unse poshan to mil raha hai […]
Papita khaane ke das fayde
Papite ke sevan se bahrpoor vitamin c milta hai.bahut se log ise fal ke roop me hi nahi parantu sabji ke roop me bhi istemal karte hai. Vitamin a ,c or calcium se bharpoor is fal ke khane se bhaut se aise fayde hain jisse hum anjan hai. To aaeye jante hai aise hi das […]
Bindi pehne ke peeche ye hai vaigyanik karan
Bindi/kumkum shareer ke sajawat ka mukhya hissa hai jise maathe par lagaya jaata hai.Bindi ka hindu sanskriti mein bahut mahatva hai. Hindu manyata ke anusaar, Bhauhon ke beech shthit maathe ka ye sthaan mahatvapurn tantrika bindu hota hai jise chakra kehte hain.Chakra saat prakaar ke hote hain jinmein maathe ka sthaan chhathva hai.Ise aja chakra […]
Adhik Chawal Khane ke Nuksaan!
Adhik Chawal vastav mein swasthya ke liye uchit nahi hai aur yeh aapka vajan badhakar aapki rakt vaahikaon ko rok sakta hai.Chabane wale padarthon ko shareer ke liye pachana kathin hota hai kyuki inka vibhajan kathin hota hai. Natijatan dheema pachan hriday se judi kai samasyaen paida kar sakta hai. Jaise ki aapne wo purani […]