Adhik Chawal vastav mein swasthya ke liye uchit nahi hai aur yeh aapka vajan badhakar aapki rakt vaahikaon ko rok sakta hai.Chabane wale padarthon ko shareer ke liye pachana kathin hota hai kyuki inka vibhajan kathin hota hai. Natijatan dheema pachan hriday se judi kai samasyaen paida kar sakta hai. Jaise ki aapne wo purani […]
Mehendi ka tel kya hota hai?Is tel ke kya fayde hai aur kaise prayog kiya jata hai?
Bharat me lagbhag har tyohar me haathon va pairon me mehendi lagane ka prachalan raha hai. Shaadi ho ya Raksha bandhan, mehendi ka gehra rang haathon ki sundarta ke saath saath tyohar ke maahual ko bhi mahka deta hai. Yah zyadatar dakshin asia ke rajyo me paayi jati hai. Mehendi ke paundhe kareeb 3-4 foot […]
Periods ke dauran dard? In sujhaavon ko amal kariye dard mein rahat milega.
Periods ke un kathin dino me dard ko sehna aasan nai hota. Is dard ke karan hum humari rojmarra ki jindagi ka ko prabhavit nahi kar sakte. Chidchidahat or dard ke karan yeh din daravane sapno me badal jaate hai. Dardnivarak goliya bhi ek vikalp hai par iske side effects ke karan inhe lena sahi […]
Isha yoga ka 3 din ka course kar dega apka pura jivan parivartit
Yogabhyas karne se to jivan me parivartan hota hi hai. Isse na sirf apka man shant rehta hai, balki tan ko bhi bahut kuchh sahayata milti jati hai . Tan shant rehne se jyada jaruri hai man ka shant hona . Jab tak bhitari shanti nahin milegi tab tak hum apni urjo ko sahi prakae […]
Amla ke 25 kamal ke fayde aur prayog
Amla ka gun ek nahi, anek hai. Iske guno ki ginti karna aasan nahi hai. Ye lagbhag har jagah kaam aane wala fal hai. Amla vitamin C ka ek bohot acha strot hai aur isme anti-oxidant bhi paya jata hai. Ek chhote se amla me 2 santaron ke barabar vitamin C paya jata hai. Amla […]
Pratidin Ek Glass Shahed Aur Nimbu Paani Peene K 10 Fayde
Muhanson aur anya sankraman se bachav Nimbu ko rakt ko shuddh karne k liye jaana jaata hai, iss prakar ye shaktishaali agent k roop mein karya karta hai. Nimbu aur shahed muhanson aur nishaan ko kam karne mein madad karte hain. Vitamin C, Nimbu aur Shahed k anya ghatak jhurriyon ko kam karte hain. […]