Aajkal ke daur me baal jhadna ek aam baat ho gayi hai. Log apni life me itne busy hai ki ve khud par dhyan hi nahi de paate. Kaam ki tension, aaram na milna, thik se khana na khana, time par na soone aadi baal jhadne ke kaaran bann sakte hai. In kaarano me se […]
Brahmi ek chamatkari aushadhi hai : umra aur buddhi me badhautari, aur bhi kayi fayde
Brahmi ek ayurvedic aushadi hai. yah poore bhaarat me paayi jati hai. Yah zyadatar paani ke kinare paayi jaane wali booti hai. Iski bel bahut naram hote hai, aur ye geeli zameen par faltiehai. Iske patte hare aur phool neele hote hai, tatha iska swaad bahut kadva hota hai. Brahmi kayi saare rogo ka nivaran […]
Mushroom (khumbi) khaane ke fayde
Mushroom ek sabji hai. Ise kai log pasand karte hai. Yah thand ke mausam me aasani se mil jata hai. Mushroom ki kheti bhi ki jati hai jisse ye ab har mausam me uplabdh hota hai. Ise kayi tarah se banaya jata hai. Isme kayi saare poshak tattva paaye jate hai. Isme iron ki maatra […]
Manjistha ke kayi fayde, kayi rogo ki dawa
Manjistha ek bel hai jo zyadatar parvatiya ilakon me paayi jati hai. iske patte khurdure aur dil ke aakar ke hote hai. iske fool bohot hi chote hote hai, aur halke hare rang ke hote hai. iske fal gol aur pakne ke baad gehre baigani rang ke ho jate hai. Manjistha me kayi saari ayurvedic […]
Amla ke 25 kamal ke fayde aur prayog
Amla ka gun ek nahi, anek hai. Iske guno ki ginti karna aasan nahi hai. Ye lagbhag har jagah kaam aane wala fal hai. Amla vitamin C ka ek bohot acha strot hai aur isme anti-oxidant bhi paya jata hai. Ek chhote se amla me 2 santaron ke barabar vitamin C paya jata hai. Amla […]
Aalu ke chips khane ke 10 khatarnaak nuksaan
Aalu ke chips zyadatar sabhi ko pasand aate hai aur iski maang bhi kaafi hoti hai. Ye patle-patle chips kurkure aur namkeen hote hai, aur khaane mein maza to kaafi aata hai. Ye naashte me kaafi pasand kiye jaate hai. Baazar me ye kayi tarah ke flavour me milte hai. yah mehenge bhi nahi hote […]