Paneer ek aisa khadya padaarth hai jo lagbhag sabhi ko pasand hota hai. Paneer ki kayi tarah ki sabjiyaan banti hai aur ise kayi tarah ke bhojan me bhi istemaal kiya jata hai jaise paneer ke pakoda, paneer momos, paneer manchuriyan, paneer kofta, paneer kulcha, aadi. Dekha jaye to paneer shakahari logo ka sabse pasandida […]
Elaichi ke 18 aashcharyajanak fayde aapke swaasth par
Elaichi lagbhag har ghar me paayi jaati hai. kaarn hai iski khushboo aur iski swaad badhane wali properties. Elaichi ki mehek mann ko nahi, khaane ko bhi meheka deti hai. Elaichi me kayi saare tattva bhi paaye jaate hai jaise potasium, calcium, sulphur aur magnesium. Elaichi anti-oxidant ka bhi kaam karti hai. Elaichi do […]
Laung khaane ke fayde aur nuksaan
Laung ped ke fool ko kaha jata hai. Yah aakar mein bahut chote hote hai aur inka istemaal inko sukhaane ke baad kiya jata hai. Iski paidavaar poore desh me kiya jati hai, aur iske kaliyaan saal bhar aati rehti hai. Laung ki kaliyan pehle peeli hoti hai, dheere dheere gulabi rang me badalti hai […]
Mehendi ka tel kya hota hai?Is tel ke kya fayde hai aur kaise prayog kiya jata hai?
Bharat me lagbhag har tyohar me haathon va pairon me mehendi lagane ka prachalan raha hai. Shaadi ho ya Raksha bandhan, mehendi ka gehra rang haathon ki sundarta ke saath saath tyohar ke maahual ko bhi mahka deta hai. Yah zyadatar dakshin asia ke rajyo me paayi jati hai. Mehendi ke paundhe kareeb 3-4 foot […]
Karan ko sabse bada daanveer kyun mana jata hai?
Karn mahabharat ka ek aham patra tha. Unki prashansha yugo yugo se ki jati hai. Vah kushal hone ke sath sath ek bahut acha yodha bhi tha. Karn maa vastavik mein kunti va pita surya the. Kunti ke vivah se pehle karn ka janma ho gaya tha, isliye lok lajja ke karn unhone use nadi […]
Oily skin ke liye face pack
Oily skin ke liye face pack Har insaan ki skin alag hoti hai aur unki problems bhi. Kuch logo ki skin dry hoti hai, to kuch logo ki oily. Pareshaniyo ka samna to har kisi ko karna padta hai. lekin oily skin wale logo ki pareshaniya ek level zyada hi hoti hai. In pareshaniyo se […]