Hari mirch ka naam sunte hi hamari ankho ke samne wo hari mirch or uska tikhapan yaad aa jata hai.lekin yeh sirf khane ka swad hi nahi badati balki iske kaye aur bhi fayde hai. Kehte hai ek seb roj khane se bimariya nahi hoti lekin agar ek hari mirch ka bhi roj sevan kia jaye to iske bhi bahut fayde hai.
Hari mirch khane se body mein ek aisa harmone release hota hai jisse hamara mood thik rehta hai.Hara mirch khane se kya wakae mein aawaj madhur hoti hai? Kya isliye hi lata mangeshkar itna mirchi khati hai?
Yeh swaal kafi chaunka dene wala hai.Swar kokila Lata Mangeshkar jaisi aawaj pana har kisi ki dili khwahish hai.Kaye log aisi awaj pane ke liye kaye tarike ke totake karte hai unme se kai ye bhi sochte hai ki hari mirch khane se aawaj madhur banai jaa sakti hai.
Jab Lata Mangeshkar ji se is bare me pucha gaya tab unhone bataya ke unhe aisa lagta tha ki apne aap hi awaj madhur ho jati hai fir unhe kahi se sunn liya ki hari mirchi khane se aawaj mithi ho jati hai bas fir kya unhone roj hari mirchi khana shuru kar dia yahi nahi wo ek din me 12 hari mirchiya khane lagi.
Ab yeh nuska apnane se unki awaj madhur huye hai ya kudrat ki den hai ye to bhagwan hi jane
Dussehra, the festival that celebrates the victory of good over evil, is deeply rooted in…
It is that time of the year when Hindus across India and the world are…
In a small village in Gujarat, not too far away from Porbandar, lived a girl…
Your name impacts every facet of your life. Hence, it becomes important that parents choose…
Nowadays, girls mostly prefer longer nails. But more often they break even before they grow…
If you want a luscious mane, try Bhringraj hair oil. This Ayurvedic herb is potent…